Hasino ko aate hai
Kya kya bahane
(Hasino ko aate hai
Kya kya bahane
Khuda bhi na jane
To hum kaise jane) – (2)
(Diwano ko aate hai
Kya kya bnahane) – (2)
Khuda bhi na jane
To hum kaise jane
Kabhi ruth jana
Kabhi maan jana
Kabhi kuch na kahena
Kabhi muskurana
Kabhi door jana
Kabhi paas aana
Kabhi hum pe marna
Kabhi bhaw khana
Hume ye lut ti hai
Sonkhiyo adao se
Hume ye marti hai
Mad bhari nigaho se
Hasate hai hume ye
Chahto ki bato se
Koi kaise bache
Inki karari ghato se
Sang dil bekhabar
Aaye tire nazar
Kabhi chuke na inke nishane
(Hasino ko aate hai
Kya kya bahane) – (2)
Khuda bhi na jane
To hum kaise jane
Diwana banana
Bana ke mitana
Hunar ye hasino ka
Hai ye purana
Dilo ko churana
Chura ke mitana
Ye kissa diwano ka
Sab ne hai jana
Wafa ke naam pe luta hai
Bewafao ne
Kiya barbad hame
Makhmali panaho ne
Kiya ruswa jamane me hume
In mardo ne
Diya hai dard humko to
Inhi be dardo ne
Ek din hai yaha
Ek din hai waha
Roj inke naye ik thikane
(Hasino ko aate hai
Kya kya bahane) – (2)
Khuda bhi na jane
To hum kaise jane
Diwano ko aate hai
Kya kya bahane
(Khuda bhi na jane
To hum kaise jane) – (2)
- Singers : Udit Narayan, Alka Yagnik
- Lyricist : Sameer
- Music : Anand-Milind
- Movie : Lahoo Ke Do Rang
Related Posts
- Meri Mehbooba ♣ Alka Yagnik♣ Kumar sanu♣ Meri Mehbooba
- Baazigar O Baazigar ♣ Alka Yagnik♣ Baazigar O Baazigar♣ Kumar sanu
- Hum To Deewane Huye ♣ abhijeet♣ Alka Yagnik
- Aisi Deewangi Dekhi Nahi Kahi ♣ Alka Yagnik♣ vinod rathod
- Kuchh kuchh Hota Hai ♣ Alka Yagnik♣ Udit Narayan
- Ae Mere Humsafar ♣ Ae Mere Humsafar♣ Alka Yagnik♣ Udit Narayan
- Tum Dil Ki Dhadkan Mein ♣ abhijeet♣ Alka Yagnik
- Suraj Hua Maddham ♣ Alka Yagnik♣ Sonu Nigam
- Tauba Tumhare Yeh Ishaare ♣ Abhijeet Bhattacharya♣ Alka Yagnik
- Dil Ne Yeh Kaha Hain Dil Se ♣ Alka Yagnik♣ Kumar sanu♣ Udit Narayan
- Gore Gore Mukhde Pe ……… ♣ Alka Yagnik♣ Kumar sanu
- Dil Laga Liya Maine …………. ♣ Alka Yagnik♣ Udit Narayan
- Aaj Tujhse Jo Kahna Hai Kahne De …….. ♣ Alka Yagnik♣ Udit Narayan
- Paas Woh Aane Lage …… ♣ Alka Yagnik♣ Kumar sanu
- Jabse Dekha Tumko Hum To Khoye Khoye ………. ♣ Alka Yagnik♣ Kumar sanu
© 2024 | All rights reserved | Developed By : Ram Krishna paul