Mujhse judaa hokar tumhe door jaana hai
Mujhse judaa hokar tumhe door jaana hai
Palbhar ki judaai phir laut aana hai
Saathiya, sang rahega tera pyar
Saathiya, rang layega intezaar
Tumse judaa hokar mujhe door jaana hai
Tumse judaa hokar mujhe door jaana hai
Palbhar ki judaai phir laut aana hai
Saathiya, sang rahega tera pyar
Saathiya, rang layega intezaar
Maein hoon teri sajni saajan hai tu mera
Tu baandh ke aaya mere pyar ka sehra
Chehre se ab tere hat ti nahin ankhiyaan
Tera naam le lekar chhede mujhe sakhiyaan
Sakhiyon se ab mujhko peechha chhudana hai
Sakhiyon se ab mujhko peechha chhudana hai
Palbhar ki judaai phir laut aana hai
Saathiya, sang rahega tera pyar
Saathiya, rang layega intezaar
Mere tasavvur mein tum roz aati ho
Chupke se tum aakar mera ghar sajaati ho
Sajni bada pyara yeh roop hai tera
Gajre ki khushboo se mehka hai ghar mera
Aankhon se ab teri kaajal churaana hai
Palbhar ki judaai phir laut aana hai
- Singers : Lata Mangeshkar , S. P. Balasubramaniam
- Music : Raamlaxman
- Lyricist : Dev Kohli
- Movie : Hum Aapke Hain Koun (1994)
Related Posts
- Aankhein Khuli ♣ Aankhein Khuli♣ Lata Mangeshkar♣ Udit Narayan
- Ho Gaya Hai Tujhko Toh Pyar Sajna ♣ Ho Gaya Hai Tujhko Toh Pyar Sajna♣ Lata Mangeshkar♣ Udit Narayan
- Humko Humise Chura Lo ♣ Lata Mangeshkar♣ Udit Narayan
- Tu Mere Saamne ♣ Lata Mangeshkar♣ Tu Mere Saamne♣ Udit Narayan
- Are Re Are ♣ Are Re Are♣ Lata Mangeshkar♣ Udit Narayan
- Dholna ♣ Lata Mangeshkar♣ Udit Narayan
- Dil To Hai Dil ♣ Dil To Hai Dil♣ Lata Mangeshkar
- Ajeeb daastaan hai yeh ♣ Ajeeb daastaan hai yeh♣ Lata Mangeshkar
- Beqas Pe Karam Kijiye lyrics – Lata Mangeshkar ♣ Lata Mangeshkar
- Khuda Nigehbaan Ho Tumhara Lyrics – Lata Mangeshkar ♣ Lata Mangeshkar
- Hame kaash tumse Mohabbat na hoti Lyrics – Lata Mangeshkar ♣ Lata Mangeshkar
- Jab Raat Hai Aisi Matwali lyrics – Lata Mangeshkar ♣ Lata Mangeshkar
- Mohabbat ki Jhooti Kahani pe roye lyrics – Lata Mangeshkar ♣ Lata Mangeshkar
- Teri Mehfil Mein – Lata Mangeshkar – Shamshad Begum ♣ Lata Mangeshkar♣ Shamshad Begum
- Paya kiya to darna kya – Lata Mangeshkar ♣ Lata Mangeshkar
© 2024 | All rights reserved | Developed By : Ram Krishna paul