O Mujhe Teri Chahat Ke Gam Ki Kasam
Jamane Ki Har Ek Kasam Ki Kasam
Main Tere Liye Hu Tu Mere Liye
Sitamgar Tere Har Sitam Ki Kasam
Dil Me Aag Lagaye Sawan Ka Mahina
Nai Jina Nai Jina Tere Bin Nahi Jina
Dil Me Aag Lagaye Sawan Ka Mahina
Nai Jina Nai Jina Tere Bin Nahi Jina
Tune Mujhe Jo Jakhm Diye Un Jakhmo Ko Nahi Sina
Nai Jina Nai Jina Tere Bin Nahi Jina
Dil Me Aag Lagaye Sawan Ka Mahina
Nai Jina Nai Jina Tere Bin Nahi Jina
Ho Is Dil Se Armaan Ye Nikle Ek Hi Ghut Me Jaan Ye Nikle
Zeher Judayiwala Ghunt Ghunt Nahi Pina
Nai Jina Nai Jina Tere Bin Nahi Jina
Ye Teri Yaadon Ka Mausam Pyar Bhare Wadon Ka Mausam
Iss Mausam Ke Bichde Shayad Mile Kabhi Na
Nai Jina Nai Jina Tere Bin Nahi Jina
Tune Mujhe Jo Jakhm Diye Un Jakhmo Ko Nahi Sina
Nai Jina Nai Jina O Tere Bin Nahi Jina
Dil Me Aag Lagaye Sawan Ka Mahina
Nahi Jina Nai Jina Tere Bin Nahi Jina
Nahi Jina Nai Jina O Tere Bin Nahi Jina

  • Movie : Alag Alag
  • Singer : Kishore Kumar
  • Lyricist : Anand Bakshi

Related Posts

Message us


To Place Advertisement : geetikar@gmail.com

© 2024 | All rights reserved | Developed By : Ram Krishna paul