god, allah aur bhagwan ne banaya ek insaan
god, allah aur bhagwan ne banaya ek insaan
aaya zameen pe lekar woh upar waale ka farmaan
woh dosto ka hai dost, yaaro ka hai yaar
jiska naam sun ke kaanpe har shaitan

woh tujhme bhi hai, woh mujhme bhi hai
kahin na kahin woh hum sab me hai
woh tujhme bhi hai, woh mujhme bhi hai
kahin na kahin woh hum sab me hai
sab me woh chhupa hai use pehchaan le
uska jo iraada hai woh hum thaan le
sab me woh chhupa hai use pehchaan le
uska jo iraada hai woh hum thaan le
woh dosto ka hai dost, yaaro ka hai yaar
jiska naam sun ke kaanpe har shaitan
god, allah aur bhagwan ne banaya ek insaan
god, allah aur bhagwan ne banaya ek insaan

jahaan kal woh tha akela khada
kadam apna bhi udhar chal pada
jahaan kal woh tha akela khada
kadam apna bhi udhar chal pada
dil ke khwabo ki jannat sajaayenge hum
pyar ka savera leke aayenge hum
dil ke khwabo ki jannat sajaayenge hum
pyar ka savera leke aayenge hum
woh dosto ka hai dost, yaaro ka hai yaar
jiska naam sun ke kaanpe har shaitan
god, allah aur bhagwan ne banaya ek insaan
god, allah aur bhagwan ne banaya ek insaan

Singer:
Lyricist: Sameer
Film: Krrish 3
  • Singers : Sonu Nigam, Shreya Ghoshal
  • Movie : Krrish 3

Related Posts

Message us

To Place Advertisement : geetikar@gmail.com

© 2024 | All rights reserved | Developed By : Ram Krishna paul